Woh Rehne Waali Mehlon ki EP # 45

  • 6 years ago
rani ka hua hain karan se samna, karan ne iss mauke ka uthana chaha fayda, kar diya izhaar apni chahat ka. woh nahi jaanta tha ke ek pativrata nari, karan ne lalkara hain ek nari ke pativrata ko, jatana chahta tha rani ko uske ameer hone ki taaqat. rani ne bhi usko diya ek bahut behtren seekh ke iss duniya mein har ek rishta nahi hota hain bikau, bhawna ki paise ke bazaar mein nahi laga sakte koi keemat