Woh Rehne Waali Mehlon Ki EP # 35

  • 6 years ago
galat fehmi ke bhanvar mein fass gaya hain raaj, woh nahi samaj paa raha hain ke kaisa khel khela hain kismat ne uske saath. kya uske pyaar ki neev thy kamzor ya dushmano ki saazish thy shatishali. hain ye bahut badi agnipariksha ki ghadi lekin raaj aankho dekhi pe hi karega yakeen kudrat ka faisla nahi hain usko manzoor