• last month
#ImranKhan #AliAminGandapur #FaisalKarimKundi #Headlines #PTI

Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY

Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP

ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.

Official Facebook: https://www.fb.com/arynewsasia

Official Twitter: https://www.twitter.com/arynewsofficial

Official Instagram: https://instagram.com/arynewstv

Website: https://arynews.tv

Watch ARY NEWS LIVE: http://live.arynews.tv

Listen Live: http://live.arynews.tv/audio

Listen Top of the hour Headlines, Bulletins & Programs: https://soundcloud.com/arynewsofficial
#ARYNews

ARY News Official YouTube Channel.
For more videos, subscribe to our channel and for suggestions please use the comment section.
Transcript
00:00Ali Ameen Gandapur ki baat software update se bhi aage chali gayi, Ali Ameen ki kahaani
00:08ka script pehle se tehshada tha, kahaani unke action se mutaapkat nahi rakhti.
00:13Ali Ameen ko Bani PTI ne bure waqt ke liye rakha hua hai.
00:16MZDF ka program kabar me izhar hai khayal, kaha Bani PTI kabhi garm kabhi narm policy
00:22par chal rahe hain, hukumat har haal me aayi tarameem lekar aayegi.
00:30Khyber Pakhtunkhwa me Amna Aman ki surat-e-haal par grand jirga, tarjuman KP hukumat ka kahna
00:38hai, tamam siyasi jamaaton ne Wazir-e-Ala ko jirga ke liye ikhtiyar diya.
00:42Ali Ameen Gandapur ne kaha, awam ke jaan-o-maal ka tahafuz hamaari awaleen zimmedaari aur
00:46tarji hai.
00:47Kisi bhi masale ka hal, tasadum ya tashadud nahi, muzaqraat se bhi mumkin hai.
00:58Pakistan aur Saudi Arab ke dharmeyan 28-naufaamhati aabdashton par dastakat, taim-o-yooz ka tapadla
01:03kiya gaya.
01:04Wazir-e-Azam Shahbaz Sharif ka taklid se khatab, kaha Saudi Arab ke saath taawun ke muhaide
01:07nahi peshraf hain, 2 Arab dollar se zayad ki sarwayaqari ke khair magdam karte hain.
01:12Shahzada Mohammad bin Salman Pakistan ki taraki mein khususi dilchast bhi rakhte hain, waqt
01:16ke saath dono mulko ki shirakatdaari mazeed mustahakam hogi, muhaideon par amal daraamat
01:21ke liye tamam ikhidamaat yakini banayenge.
01:25Noon League aur PP mein Ayn-e-Tarameem par ittifaq-e-raay hogaya.
01:28Muslim League Noon ke qaid Nawaz Sharif se Chairman People's Party Bilawal Bhutto ki
01:32mulaqat, Ayn-e-Tarameem same deegar umoor zir-e-gaur aaye.
01:36Bilawal Bhutto ne kaha, Ayn-e-Tarameem waqt ki zarurat aur majboori hai.
01:39Khaahish hai Ayn-e-Tarameem siyasi jamaaton ke ittifaq-e-raay se manzoor ho jaye.
01:43Islahaat karke maazi ki galatiyon se chutkaara paana hoga.
01:47Nawaz Sharif ka kahna tha, aisa nahi ho sakta ki fard-e-wahid mulko qaum ko siyah andheron
01:52ke supurt karte.
01:53Aisa nizam-e-adal banaana hai jisme fard-e-wahid ki baala dasti na ho.
01:57Ek shaks ko ikhtiyar nahi ke woh jumbhoori nizam ko patri se utarte.
02:01Nawaz Sharif aur Bilawal Bhutto ne Saudi sarmayakaaron ki aamar aur SCO summit ke naqaat
02:06ka khair maktam kiya.
02:08Aapko apne saath logon ko leke chalna hota hai, toh upar se naazir nahi hoti chahiye
02:31nahi humaari koshish hai ki sabko ek page pe jitna bhi laa sakaye.
02:36Aayini Tarameem ki manzoori ke liye bhaag gaur, Bilawal Nawaz mulaqaat ke baad People's
02:42Party waft ki Maulana Fazlur Rehman ki rehaishga aamat Aayini Tarameem par guftagoon.
02:47Sheri Rehman ne bataya, siyasat me ittifaq-e-raay ke liye baar baar mulaqaate karna pati hain,
02:51cheezein upar se naazir nahi hoti, khususi committee me sab apna-apna mohkaf rakhenge,
02:56ittifaq-e-raay tak pohanchne ki koshish karenge, tamam siyasi jamaaton se baat cheez jaari hai.
03:01Muamla 25 October se aage bhi jaa sakta hai.
03:05Khyber Pakht Unkhaan me Amno Aman ki surat-e-haal par Grand Jirga, tarjuman KP hukumat ka kahna
03:19hai, tamam siyasi jamaaton ne Wazir-e-Ala ko jirge ke liye iftihar diya, afham-o-tafeem
03:23se muamla ko hal karne ki zimmedaari di gaye.
03:26Ali Ameen Gandapur ne kaha, awaam ke jaan-o-maal ka tahafuz hamaari awaleen zimmedaari aur
03:31kisi bhi masale ka hal tasadum yar tashadud nahi, muzaqraat se hi mumkin hai.
03:36Umeed hai jirge ke zariye masale ke puramd hal ke liye raasta nikaalne me kaamyaab honge.
03:40Governor Faisal Karim Kundi bole, siyasi ikhtilafaat maujood, magar subah ka amn aur awaam ke khushaali
03:47tarjihaat hai.
03:48Jo log aayin aur kaanoon ko tasleem karte hain, unse muzaqraat karne chahiye.
03:52Ijlaas me wifa ki Wazir-e-Rakhla Mohsin Naqvi ne bhi shirkat ki.
04:00Tamaam political parties ne CM ko kaha ki hum aapko ikhtiyar bhiye deyen.
04:28Governor aur Wazir-e-Rakhla doro ek saath jirge me chahenge.
04:30Faisal Karim Kundi ne tazdeek kar di, kaha, jirge ki sarwarahi Wazir-e-Rakhla Ali Amin
04:34Gandapur karenge.
04:36Tamaam siyasi jamaaton ne Wazir-e-Rakhla ko ikhtiyar diya hai.
04:39Wazir-e-Rakhla ne shirkat ke liye phone kiya tha, jirge me na jaata toh mujhse sawal kiya
04:43jaata.
04:44Wazir-e-Rakhla se humare taalukat taaza taaza theek hua hain.
04:47Jirge ke liye Speaker KP Assembly ka kirdaar laayik-e-tahseen hai.
04:51Rifaqi Wazir-e-Dakhla Mohsin Laqvi bhi mutmain the, unhone bhi jirge ko support kiya.
04:55Subahi Mushir-e-Itlaat Minister Saif ne bataya, jirga memberaan parikain se raapte mein hain,
05:00aaj raat baacheet ka agaaz hoga.
05:03Umeed hai ke kal tak masle ka munasib hal nikaal liya jaayega.
05:07Rifaqi kabira ne IPPs se muhaide khatam karne ka agaaz kar diya.
05:11Wazir-e-Atam Shahbaz Sharif kehte hain, 5 IPPs se take and pay muhaide khatam kar diya.
05:16Bijli Sarifeen ko salana 60 aur Mulki Khazane ko 411 Arab ki bachat hogi.
05:21Paancho IPPs ne kaumi mufat ko tarjih dete hui, zaati mufat ko qurbaan kiya.
05:25Tamaam IPPs se muhaido pan nazri sani karke bijli tariff mein kami karenge.
05:30Dood aur chahat ki nehre bhene ka daabah humne nahi kiya.
05:33Masaail ab bhi hain.
05:34Ahista ahista behtriyaare hain.
05:36Allah ka shukr hai.
05:38Mulki maeeshat is sahkaam ki taraf badh rahi hai.
05:52Bijli ki keemat 10 rupee free unit tak kam huni chahiye.
05:56Bijli ki keemat kam hogi to industry badhegi.
05:59Wazir-e-Tawanayi OS Lagari kehte hain, guzarshta 6 maan se bijli ki keematon mein kami par musalsal kaam kar rahi hain.
06:05Paanch IPP se baagmi mushawrat se 2 din pehle muahida hua.
06:09Hukumat-e-Pakistan aur awam ke 411 Arab rupee ki bachat ki,
06:13tamaam idaro khususi taur par Army Chief ka shukriya da karte hain.
06:17Karachi waqia na hota to 2 hafta mein bahot MOUs par dastakat ho chuke hote.
06:22Almi Bank ne Pakistani maeeshat par development update report jaari kar di.
06:26Kaha Pakistan mein bijli ki keemat uski lagat se zyada hai.
06:29Bijli ki 20% subsidy awam se wasool ki ja rahi hai.
06:33Maujooda maushree tarakhi ki shara gurbat mein kame ki silahiyat nahi rakhi.
06:48Prime Minister ne paanch IPP's ke muahida khatam karne ka ayalan kiya hai.
06:52Pehli badi kamyabi Pakistan ke awam ki samjhta hu.
06:55Toh mera mutalba yeh hai ki capacity payment ki madh mein jo rakam bhi bach rahi hai,
07:00usko poora ka poora bijli ke bilon mein kami ki surat mein forhi taur par shamil kiya jaye.
07:05Paanch IPP's se muahida khatam karne ka ayalan awam ki pehli kamyabi hai.
07:09In IPP's se jo paise bache wo awam ko milne chahiye.
07:12Hameer Jamaat-e-Islami Hafiz Naeem-ur-Rehman ki press conference kaha,
07:16sirf paanch IPP's ka khatma aate mein namak ke barabar hai.
07:20Aisa naho paanch IPP's ko khatam ke karke mazeed paanch ko contract de diya jaye.
07:25Agle maah ke bilon mein fayda pahuchna chahiye.
07:28Mehngi Bijli ke khilaf humaari tehreek jaari rahegi.
07:37Overall jo evasion hai ya leakage hai is close to 7 trillion rupees.
07:43Aap usme se agar aap dekhen toh takreeban 50% of that is sales tax evasion.
07:50Ye jo 3.4 trillion ki baat ho rahi hai, roughly 50% of that is in this category.
07:59Wazir-e-Khazana Mohammad Aurangzeb ne tax chorun ke khilaf jang ka ayalan kar diya.
08:03Kaha steam, cement, battery, beverages aur textile sector mein sabse zyada tax chori aur fraud hai.
08:10Pakistan mein salana tax ki chori 7000 arab ke aas paas hai.
08:14Sirf sales tax keemat mein 3400 arab ki chori ho rahi hai.
08:17Taxon ka saara bojh tankha daar tabke par hai.
08:21Kuch bhi ho jaye, tax fraud ki rokhtham karenge.
08:23Mahishat mein tax ka hisa 13.5% tak pahunchana chahate hain.
08:27Chairman FBR Arshad Langdayal ne bataya, steel sector mein 49 arab rupe ka tax fraud hai.
08:33Jhoot aur fraud nahi chalne denge.
08:40Sadr Asif Zardari do roza daure par Turkmanistan pohunch gaye.
08:50Ashgabat pohunchne par Kabina ke Deputy Chairman, Deputy Prime Minister ne Sadr-e-Mumlikat ka istakbaal kiya.
08:55Turkmani Naib Wazir-e-Azam ne Sadr Zardari ko riwayati roti aur phool pesh kiye.
09:00Sadr-e-Mumlikat Turkmanistan ke ek qaumi shahir Maktum Guli Paraghi ki saalgira par Binal-e-Qawami Forum se khitab karenge.
09:06Turkmanistan ki senior khiyadat se mulaqate bhi hongi.
09:10Ashgabat jaane se pehle Sadr ne Chini Separat Khane ka daura kiya.
09:14Safeer se mulaqat mein Chini shehriyon ki halaqat par taaziyat ka izhaat.
09:17Dahshadgarh hamle ke mujrimu ko katehre mein lane ka azam.
09:20Kaha Chini hukumat aur awam ka Pakistan ki samajhi-iktisadi tarakki mein aaham kirdaar hai.
09:25Dushman ki busdilana karwaiyaan dosti ke bandhan ko kamzor nahi kar sakti.
09:29Karachi dhamake, Karachi khudkhush hamle mein halaq, do Chiniyon ki mayyate rawana kar di gayi.
09:34Old Terminal par Governor Sindh, Wazir-e-Ala aur Chini Council Journal maujood the.
09:40Article 63A mein kahi nahi likha ki Munharif Rukm ka vote shumar nahi hoga.
10:03Ye bhi nahi likha ki party ke khila vote dene par Rukm khudba khud de-seat ho jayega.
10:08Dono cheezein aksariyati judgeon ne apne faisle mein likhi.
10:11Supreme Court ne article 63A naziristani darqaas ka tafseeli faisla jaari kar diya.
10:16Likha aayini edifaat ko zaati pasand aur akhlaqiyat se badalne se gureis karna chahiye.
10:21Adalat ne sirf dekhna hai ki kya kaanuni aur kya gair kaanuni hai.
10:25Aayin me party sarbara ko ikhtiyar diya gaya ki party policy ke jaane par kisi Rukm ko Munharif karar de.
10:31Faisla likhne wale aksariyati judgeon ne party sarbara ka ye ikhtiyar khud ko de liya.
10:36Supreme Court ne likha aksariyati faisle mein kaanun ke wajahe gair kaanuni islahat ki bharmaar de.
10:41Sihatmand 41 baar, gair sihatmand 5 baar, battameezi 9 baar, burai 8 baar, cancer 8 baar, khatra 4 baar istimaal hi rahe hain.
11:06Aayini adalat pe nahi agree hote hain saare to kamaskam ek aayini bench ban jaye.
11:12Isi Supreme Court ke 4 ya 5 judges pe mushtamil, go ke ye chief ke under hoga.
11:17Koi aisi aayini adalat nahi chahate jo Supreme Court se upar ho.
11:21Aayini tarmeem kisi shaks ya hukumat ke liye nahi, 25 crore awaam ke liye hoti hai.
11:26JUI ke tarjumaan, Aslam Kauri ka kehna hai, tarameem se mutalik hamara 90% musawwida tayyar ho gaya, jald share karenge.
11:33Hukumat ne ghalat andaaza lagaya aur samjha maulvi saadgi mein maan jayenge.
11:37Opposition leader Umar Ayub kehte hain, aayini tarmeem ka ek hi maksad,
11:41Chief Justice Qazi Faiz Isa ki muddat-e-mulazamat mein tausi hai.
11:45Ye nahi maan sakte.
11:46Agle chief justice ki adalati tariqa-e-kaar ke tehad filfaur naamzadgi hone chahiye.
11:52Mujawwiza aayini tarameem ko Pakistan Bar Council ke 6 members aur mulk bhar ki bar councils aur bar associations ne mustarad kar diya.
11:59Waqeel rehnumaan Chaudhary Ishtiaq kehte hain, hamara mutafiq ka paisla hai, aayin mein aisi kisi tarameem ko tasleem nahi karte.
12:07Aur Bigg Boss mein ghadde ki entry ne Bharat mein hangama barpa kar diya.
12:25Mizbaan Bollywood star Salman Khan shadeed tankeed ki zad mein,
12:29jaanwaron ke hukum ke tahafuz ki tanzeem pehta ka reality show mein ghadde ko rakne par tashweesh ka izhaar.
12:35Salman Khan ko khat likkar ghadde ko mehpooz panagaan muntakil karne ka mutaalba kar diya.
12:39Awami halko ne bhi jaanwaron ke saath saloop par ikhlaaki sawalat utha liye.

Recommended