what is this place_. this is heaven. _ Jannat Kya hai or Kaisi hai_ Urdu @ArslansIslamicInsights

  • 11 months ago
what is this place?. this is heaven. | Jannat Kya hai or Kaisi hai? Urdu @ArslansIslamicInsights

what is heaven
what is heaven like
what is heaven like in islam
what is heavenly bodies
what is heaven and hell
what is heavenly restriction
what is heaven like in hinduism
what is heaven going to be like
what is heaven in islam
what is heaven in hindi
what is heaven horse
jannat kaisi hogi
What is Jannat (Heaven) In Islam, Jannah, lit. "paradise, garden", is the final abode of the righteous and the Islamic believers. Allah Taala ne –apne bundon ko –apne achay achay aamaal ka –apne fazl o karam se badla aur inaam dainay ke liye akhirat mein jo shandaar maqam tayyar karkay rakha hai is ka naam jannat hai aur is ko bahisht bhi kehte hain jannat mein har qisam ki raahat o shadmani aur sehat ka samaan mojood hai sonay chandi aur moti ke jawahraat ke lambay jore aur ounchay ounchay mehal banay howay hain jagah jagah reshmi kapron ke khobsorat khaimay lagey howay hain har taraf terhan terhan ke lazeez aur dil pasand meoon ke ghany shadaab.

Aur saya daar darakhton ke baagaat hain un baagaat mein sheree pani nafees daur umdah shehad aur sharaab ki nehrein jari hain ki qisam ke behtareen khanay aur terhan terhan ke bil aur saaf suthray chamakdar bartano mein tayyar kar ke rakhay howay hain aala darjay ke reshmi libaas aur sitaron se barh kar chamakate aur jagmagaty howay sonay chandi aur moti aur jawahraat ke zewraat ounchay ounchay jurao darakht un par.

Aur chandaniyaan bachi hui hain aur musannaden lagi hui hai. aish o nishat ke liye duniya ki aurtain aur jannat ki hooren hain jab be intahaa Hussain aur khobsorat hain aur khidmat ke liye khobsorat larke charon taraf dast bast haasil hain. algaraz jannat mein har qisam ke dushman rahtin aur naematain tayyar hain jannat ki hilna mat itni be nazeer aur is qader be misaal hai is ko nah kisi aankh ne dekha hoga nah kisi kaan ne suna ho ga nah kisi dil mein is ka khayaal guzra hoga janati log bulaa rokkk toak un tamam nematon se lzton se lutaf andoz hunge aur un tamam nematon se barh kar sab se barri Nemat yeh hai ke Allah taala deedar naseeb hoga jannat mein neend aaye gi nah koi mareez ho ga nah burhapa aaye ga aur nah mout hogi janati hamesha hamesha ke liye jannat mein rahen ge.

Aur hamesha tandrost aur jawan rahen ge ahal jannat fruit khayen ge nah un ko pishaab aaye ga nah un ko pakhana ki haajat ho gi nah woh thak jayen ge aur nah unki na ko hai bas Iqtidaar aaye gi aur mushk se ziyada khushbu daar paseena bahe ga aur khana piinaa hazem hojaye ga janati har qisam ki fikar se azad aur ranj o gham ki zhmton se mehfooz rahen ge hum hamesha har dam aur har qadam par shadmani aur musarrat ki fizaon mein rahen ge qisam ki qisam ki name do aur terhan terhan ki lzton se lutaf andoz hon ge mere mohtaram Aziz dostoo ab sawal yeh peda hota hai ke jannat hai kahan par ziyada sahih qoul yeh hai ke jannat satwen aasman ke oopar hai .
Kyunkay quran Majeed mein irshad hai. yani sidra almuntiha ke paas hi jan

Recommended