Hazrat Ali ؓ Ki Shan e Wiladat - Bayan - By Raza Saqib Mustafai -Qadri Naat And Lectures

  • last year
Hazrat Ali ؓ Ki Shan e Wiladat | Bayan | By Raza Saqib Mustafai | Shan E Ali ul Murtazaؓ
This Channel is about Naats , bayan , tilawat e quraan pak and more islamic videos So subscribe our Dailymotion channel (Qadri Naat And Lectures) and press the bell i con.
آپ کو اس چینل قادری نعت اینڈ لیکچرز میں خوش آمدید کہتے ہیں اس چینل کا مقصد پیارے آقا ؐ کا دین پھیلانا ہے تلاوت قرآن مجید شریف۔نعت شریف۔قوالی۔منقبت مولا علی۔منقبت مولا حسین۔قصیدے۔ اور بھی بہت سی ویڈیوز اسلام سے مطعلق ملتی رہیں گی صرف آپ نے اس چینل کو سبسکرائب کر لینا ہے جو بالکل فری ہے
Muhammad Raza SaQib Mustafai have dedicated his life to promote the Quran and Sunnah. You specify more than 70 Quranic Quranic verses in different places in different cities of Pakistan. And abroad, overseas countries also go for this purpose. Under your organization, many madrassas, universities, children's colleges and schools are set up to work well for the new generation and are committed to achieving the best results.
Subscribe official channel here | Muhammad Raza SaQib Mustafai : https://www.youtube.com/MRSMofficial

YA ALI Tera Nam Acha Lgta Hai
Teri Nisbt Sy Ye ISLAM Acha Lgta Hai

Log Khety Hain Mjy Tery Ishq Main Pagl
Or Muj Py Ye Ilzam Acha Lgta Hai

Ek Shaks Ne Hazrat Ali Radi-ALLAHU-TA'AALA-Anhu Se Arz Kiya Ki Janab Mera Irada Safar Ka Hain! Magar Main Jungli Darindon Se Darta Hoon! Aapne Use Ek Anghuti Deker Farmaya:

Jab Tere Nazdiq Koi Khaufnaak Jaanwar Aayen To Fauran Keh Dena Ki Yeh Ali Ibne Talib Ki Anghuti Hain!

Iske Baad Us Shaks Ne Safar Kiya Aur Ittefaaq Se Raah May Ek Jungli Darinda Usper Hamla Karne Dauda! Usne Pukaarker Kaha:
Aye Darinde! Yeh Dekh Mere Paas Ali Ibne Taalib Ki Anghuti Hain! Darinde Ne Jab Hazrat Ali Ki Anghuti Dekhi To Apna Sir Aasmaan Ki Taraf Uthaya Aur Fir Wahan Se Daudta Hua Kahin Chala Gaya!

Yeh Musafir Jab Safar Se Wapas Aaya To Isne Saara Kissa Hazrat Ali Ko Sunaya,To Aapne Farmaya:
Us Darinde Ne Aasmaan Ki Taraf Mooh Karke Yeh Kasam Khayi Thi Aur Kaha Tha Ki Mujhe Rab Ki Kasam!
Main Is Ilaake May Bilkul Hargiz Na Rahoonga Jisme Log Ali Ibne Taalib Ke Saamne Meri Shikayat Karen!
(Nujjahtul Majalis Jild 2, Pg-351)

SABAK :
Sher-A-Khuda Radi ALLAHU-TA'AALA-Anhu Ka Roab Wa Dabdaba Jungli Sheron Aur Darindon Per Bhi Tha!
#qadrinaatandlectures #naat#bayan ۔
Disclaimer:-
This video is for educational purpose only. Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use.

Follow on
https://www.facebook.com/ali82542/
https://twitter.com/LecturesNaat
https://www.instagram.com/qadrinaatandlectures/

Recommended