Abhi Abhi Toh Mile Ho - Jism 2 - Sunny Leone, Randeep H, Arunnoday S - Krishnakumar Kunnath (K.K)
  • last year
Abhi abhi toh mile ho
Abhi naa karo chhootne ki baat
Abhi abhi toh pasand aaye ho
Abhi abhi roothne ki baat


Abhi abhi toh roshni aayi
Abhi naa karo munh
Chhupane ki baat
Abhi abhi zindagi shuru hai
Abhi abhi tham jane ki baat


Hum toh haare mahiya re
Moonde naina neend tihare
Hum toh haare mahiya re
Moonde naina neend tihare


Teri baazuon mein meri
Chahatein samaaye
Teri dhadkano ko meri
Dhadkanein sunaaye
Teri khwahisho se meri
Khwahishein riha hain
Teri karwaton se meri
Dastaan bayaan hai
Kya sukoon kya
Junoon humnawa


Abhi abhi dil ki suni hai
Abhi na karo zamaane ki baat
Abhi abhi baatein ruki hain
Abhi abhi dohraane ki baat
Recommended