Sakina Naaz Parwar Qaid Khane May | Shayar: Fasi | Nohaqan: Anjumane Aono Mohammed | old Noha lyrics | Purane Nohay
  • 2 years ago
ll بِسمِ اللہِ الرَّحمٰنِ الرَّحِيم ll
Gift for All Momineens
--------------------
Video Details!
Noha - Sakina Naaz Parwar Qaid Khane May
Shayar: Fasi
Nohaqan: Anjumane Aon o Mohammed

Uploaded By | Saiyed VasimHaider Nizamali Bukhari
#noha #nohay #oldNoha #puranenohay #manqbat #shayari #azadari #Comment & #Share To All Momineen.
------------------------
LYRICS
Noha - Sakina Naaz Parwar Qaid Khane May
Shayar: Fasi
Nohaqan: Anjumane Aon o Mohammed
.
sakina naaz parwar qaid khane may rasan basta
sitam bin baap ki bachi pa dhaate hai adoo kaisa

pidar ke seene par aaram jo karti thi shehzadi
andhere qaid khane ki zameen par hai usay sona
sakina naaz parwar....

shahe wala ki pyari ki hai kaisi dekhiye ghurbat
jo barse os tan par to sahara hai ohata kurta
sakina naaz parwar....

sitamgar ne yun khayncha goshwaro ko sakina ke
machal kar rehgayi bachi lahoo kano se behta tha
sakina naaz parwar....

masaib chaar saala sheh ki dukhtar ne sahay kya kya
yateemi aur aseeri qaid khana shumr ki eeza
sakina naaz parwar....

jo dekha khaab may chehra pidar ka ro uthi bachi
pidar ke gham may royi to mila pursa tamachon ka
sakina naaz parwar....

dhaaya zulm zaalim ne sakina par kaha ro kar
bachale shumr se is dam na roungi mai ab bhaiya
sakina naaz parwar....

fasi apne pidar ka sar jo dekha tasht may usne
phate daman ko pehla kar kaha aajaiye baba
sakina naaz parwar....
--------------------------

Please Share Your Suggestions In Comments
--------------------------
Follow US On Our Social Media Channels :
FACEBOOK : https://www.facebook.com/saiyedvasimhaider.bukhari
INSTAGRAM : https://www.instagram.com/vnbukhari
YOUTUBE : https://www.youtube.com/channel/UC6rGOL8pf4JCklRLs9TNDWQ
TWITTER : https://www.Twitter.com/vasim1230
DAILYMOTION : https://www.dailymotion.com/VasimHaider
--------------------------
Allah jjh
Muhammad saw.
Ali a.s Fatima a.s
Hasan a.s
Hussain a.s.
Zainab a.s
Abbas a.s
Syed nadeem sarwar
Irfan haider
Farhan Aliwaris
Mir hassan Mir
Ali jee
Ali shanawar
Noha Nouha
Nowha
Nohey
Latmiya
Marsiya
Soz
Salaam
Naat
Qasida
Shayari
Muharram
Azadari
Manqabat
Wiladate
Shahadat
Recommended