Lata Mangeshkar * Aaj Phir Jeene Ki Tamanna Hai

  • 15 years ago
Lata Mangeshkar - Aaj Phir Jeene Ki Tamanna Hai
filmul Guide
Waheeda Raman, Dev Anand

kaa.NTo.n se khii.nch ke ye aa.Nchal
to.D ke ba.ndhan baa.ndhe paayal
koii na roko dil kii u.Daan ko
dil vo chalaa ha ha haa haa haa haa
(aaj phir jiine kii tamannaa hai
aaj phir marane kaa iraadaa hai) - 2

kal ke a.ndhero.n se nikal ke
dekhaa hai aa.Nkhe.n malake malake
phuul hii phuul zi.ndagii bahaar hai
tay kar liyaa a a aa aa aa aa
aaj phir jiine...

mai.n huu.N khumaar yaa tuufaa.n huu.N
koii bataae mai.n kahaa.N huu.N
Dar hai safar me.n kahii.n kho na jaauu.N mai.n
rastaa nayaa a a aa aa aa aa
aaj phir jiine...

Recommended