Tu Shayar Hai (Remix) Saajan - DJ Anil TKR _Sanjay Dutt, Madhuri Dixit, Salman Khan, Kader Khan_
  • 3 years ago
Movie/album: Saajan
Singers: Alka Yagnik
Song Lyricists: Sameer
Music Composer: Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Music Director: Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Music Label: Venus Records
Starring: Sanjay Dutt, Madhuri Dixit, Salman Khan, Laxmikant Berde, Kader Khan, Reema Lagoo
Release on: 30th August, 1991

Tu shayar hai main teri shayari
Tu shayar hai main teri shayari
Tu aashiq hai main teri aashiqui
Tujhe milne ko dil karta hai
Tujhe milne ko dil karta hai
O mere saajana
Tu shayar hai main teri shayari
Tu aashiq hai main teri aashiqui


Teri har nazm tera
Har geet hai yaad mujhe
Teri har nazm tera
Har geet hai yaad mujhe
Jab tak saans chalegi na
Bhoolungi main to tujhe
Tere bina jeena nahi
Kha ke kasam kehti hu
Tere bina jeena nahi
Kha ke kasam kehti hu
Maine bina dekhe
Bina jaane tujhe dil de diya
Tu dhadkan hai main teri zindagi
Tu shayar hai main teri shayari
Tujhe milne ko dil karta hai
Tujhe milne ko dil karta hai
O mere saajana
Tu shayar hai main teri shayari
Tu aashiq hai main teri aashiqui


Apni betaabi ka main
Kaise tujhase izahaar karoon
Apni betaabi ka main
Kaise tujhase izahaar karoon
Kaise batalaau tujhe jaan-e-jaana
Kitna main pyar karoon
Lab pe koi naam nahi
Tere siva mere saajan
Lab pe koi naam nahi
Tere siva mere saajan
Mere is dil pe tera hi
Nasha chha gaya
Tu deewana main teri deewangi
Tu shayar hai main teri shayari
Tujhe milne ko dil karta hai
Tujhe milne ko dil karta hai
O mere saajana
Tu shayar hai main teri shayari
Tu aashiq hai main teri aashiqui.

DISCLAIMER: This following audio/video is strictly meant for promotional purpose. We do not wish to make any commercial use of this & intended to showcase the creativity of the artist involved*

The original copyright is (are) solely owner by the companies/original - artist/ record-labels .all the contents are intended to showcase the creativity of the artist involved and are strictly done for promotional purpose

Disclaimer: as per 3rd section of fair use guidelines borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright disclaimer under section 107 of the copyright act 1976, allowance is made for fair use

#Saajan #TuShayarHai #SanjayDutt #MadhuriDixit #SalmanKhan #Remixstore #Remix #1991
Recommended