9convert.com - Jab khuda ko pukara ali aa gaye By Ali safdar

  • 3 years ago
Jab Khuda Ko Pukara Ali Aa Gaye Lyrics

Jab Khuda Ko Pukara… Ali aa gaye
Jab Ali aa gaye… zindagi aa gayi
Jab Khuda Ko Pukara… Ali aa gaye
Jab Ali aa gaye… zindagi aa gayi

Zindagi bandagi raushni aa gayi
Raushni aa gayi… Aagahi Aa gayi

Jab Khuda Ko Pukara Ali aa gaye
Jab Ali aa gaye Zindagi aa gayi

Maut inke muhibbhon ko aati nahi
Aa bhi jaaye to phir, bach ke jaati nahi
Maut ka kya khatar, Maut se kya hai darr
Is Se Bachna bhi kya, Aa gayi Aa gayi

Jab Khuda Ko Pukara Ali aa gaye
Jab Ali aa gaye Zindagi aa gayi



Teri Masnad Pe Gairon Ko Bithla diya
Warise Mustafa Mazhar E Kibriya
Tu Ali O Wasi O Wali Hi Raha
Manzilat Me Teri Kya Kami aa gayi

Jab Khuda Ko Pukara Ali aa gaye
Jab Ali aa gaye Zindagi aa gayi

Hum Ke Sarsar Ishk O Tawalla Me The
Jaante Hi Na The Nafraton Dushmani
Yeh Tabarrah Bhi Wallah Kya Cheez Hai
Hum Ko Agiyaar Se Dushmani aa gayi

Jab Khuda Ko Pukara Ali aa gaye
Jab Ali aa gaye Zindagi aa gayi

Maslak E Ishk Me Maangna Aaib Hai
Mai Bhi Khamoosh Hun Woh Bhi Khamosh Hai
Unko Sub Hai Khabar Isliye Chup Hun Mai
Kya Hua Aankh Me Gar Nami aa gayi

Jab Khuda Ko Pukara Ali aa gaye
Jab Ali aa gaye Zindagi aa gayi

Khums Dena Mawaddat Ki Ek Shart Hai
Aur Na Dena Bhi Misle Fidak Hai Gunah
Hak Ke Saadat Zehra Ke Makrrooz Se
Jab Tabarra Suna To Hasi Aa gayi

Jab Khuda Ko Pukara Ali aa gaye
Jab Ali aa gaye Zindagi aa gayi

Kyun Na Roie Woh Kismat Ko Apni Sada
Jin Ka Pura Mukddar Hai Lanat Zada
Jin Ki Kismat Me Apne Hi Aamal Se
Binte Ahmad Ki Naarazgi aa gayi

Recommended