Shahadat Imam Hassan Askari Noha 2019 - 8 Rabi ul Awal Noha - Sar Se Mehdi Ky - Mazahir Abbas Noha
  • 3 years ago
BISMILLAH...

Imam Hassan Askari Shahadat Noha 2019 - 8 Rabi ul Awal Noha - Sar Se Mehdi Ky - Mazahir Abbas Noha - Imam Hassan Askari - Father Of Imam Mehdi (as) - Hasan Askari Noha - New Noha 2019

On the Martyrdom Of Hazrat Imam Hassan Askari (as) Many condolences to Prophet Muhammad (s.a.w) and Imam Ali (as) and Janab e Imam e Zamana (ajtf) and to all Momeneens

-------------------------------

Video Info!

Vocalist: Mazahir Abbas
Noha Title: Sar Se Mehdi Ky Jo Baba Ka Utha Hy Saya
Poet: Syeda Sakina Samar Zaidi
Tune: Ustad Akbar Abbas
Audio: ODS Karachi
Video: The Focus Studio
Label: Syam Production
Media Partner: Shia Online Community - SOC
Islamic Date | 8 Rabi ul Awal Shahadat Imam Hassan Askari (as)

#SubScribe #MazahirAbbas #ImamHassanAskari ‎#NohaImamHassanAskari #FatherOfImamMehdi #ImamMehdi #ImamAli #ImamHussain (as) #NewNoha2019 #ImamSajjad (as)

#Share to All Momineens

==============================

Follow Us On Our Other Social Media Channels :-

Official Facebook Page ➜ https://www.facebook.com/mazahirabbas...
Official YouTube ➜ https://www.youtube.com/MazahirAbbasO...
Sound Cloud ➜
https://www.soundcloud.com/MazahirAbb...

_/LATEST ALBUMS\_
► Play Lists HERE :-
ALBUM 2018 NOHAY ► https://goo.gl/5Sebch

*****************

" NOHA - L Y R I C S "

Sarr se mehdi ke jo baba ka utha hai saaya

Yaad maula ko sakina ka tarapna aaya


Kamsini mein jo yateemi ki aziyat dekhi

Tha baras paanchwa jab baap ki mayyat dekhi

Khoon tapakta hua jab baap ka laasha paaya

Yaad maula ko sakina ka tarapna aaya

Sarr se mehdi


Samarra mein bhi hui karbobala jaisi hawaan

Bekhata maara gaya phir se ghareeb e zahra

Haye baba jo labon pe dam e girya aaya

Yaad maula


Askari ne jo aseeri mein shahadat paayi

Hujjat e haq ko sakina ki bohot yaad aayi

Qaid se jiska janaaza bhi na koi laaya

Yaad maula


Roye sajjad ko jab qaid e pidar yaad aayi

Yaad aate rahe sab shaam ke bekas qaidi

Shaam waalo ne aseero pe sitam kya dhaaya

Yaad maula ko


Kitne tanha rahe ghaibat mein zamaane ke imam

Koi pursa na dilasa na koi mehwe kalaam

Jab bhi tanhai mein damm seene mein ghutt ta paya

Yaad maula ko


Baap ke baad jo maula pe sitam hone ko the

Ghaib mein le liya allah ne mehfooz rahe

Neela rukhsaar sakina ka magar yaad aaya

Yaad maula


Kaash hojae samar hujjat e aakhir ka zahoor

aur nazar dekh le majlis mein ke maula ke huzoor

Haye nauha yeh mazahir jo labo par laaya

Yaad maula

SALMAN AZMI (MARHUM)
Recommended