Musalman kaba ke samne kyon jhukte hain ? क्या मुस्लिम काबा को सजदा करते हैं ? mufti tariq masood

  • 4 years ago
Is video mein Mufti tariq masood sahab ne bataya hai ki nonMuslims kehte Hain ki musalman kaba ko sajda kyon karte hain ya kaba ke samne kyon jhukte hain jab islam me but parasti haram hai to phir kyon musalman kaba ki ibadat karte hain. is bare mein Mufti sahab ne bade hi behtreen andaz mein samjhaya hai. Allah ta'ala mufti sahab ilm me mazeed barkat ata farmaye ameen.



Email :- masailbayanat5526@gmail.com

Recommended