Boya by M1 mic itna sasta pehli baar,Boya mickfayde aurnuksan,Boya mic smartphone me kaam nahi karta
  • 4 years ago
Is video me Boya mike k fayde aur nuksan k baare me bataya gaya hai, isme aapko pata chalega ki Boya mic ko smart phone me kaise prayog kar sakte hain. Is video me Boya by M1 mic k features k bare me bataya gaya hai. Isme bataya gaya hai ki ye is price rabge me bahut badhiya hai, bahut jyada mehanga nahi hai. Iski battery 6-7 months aaram se chal jati hai, smartphone se video record karte samay battery ka use nahi hota. kewal camera ya dslr me use karte samay battery use hoti hai. Iske saath 6 mtr yani 20 foot lambi taar milti hai, jo door se video banane me kaam aati hai. Is taar ko sametne me bhi badi dikkat hoti hai. ise kisi bhi device me use kiya ja sakta hai, jaise ki smartphone, camcorder,Music System, audio recorder, DSLR, Camera etc. Noise reduction 100% nahi hai, noise aati hai jab aap din me video banate ho, raat me video record karna jyada sahi hota hai, noise na k barabar hoti hai.

Boya mic k fayde aur nuksan, Good and bad about Boya mic, बोया माइक के फायदे और नुक्सान, Boya mic achchha hai ya bura, Boya Mic kaise kaam karta hai, Boya By M1 Mic kyon na kharidein, fayda ya nuksan. Boya By M1 Mic ki unboxing, Boya by M1 mic itna sasta pehli baar, Boya mic itna sasta kaise le, Boya mic itna sasta pehle kabhi nahi tha, Boya mic nahi kharidna chahiye, Boya mic smartphone me kaam nahi karta.

Boya By M1 Mic Unboxing Link :- t.ly/uBcf

Technical Bhuka, Bhaiya mere muh se nikal gayi
Recommended