hazrat zar zari zar baksh - dargah hazrat zar zari zar baksh | khuldabad dargah | aurangabad dargah | dargah vlogs | shaan e wali karamaate auliya

  • 4 years ago
About this video : ziyarat dargah hazrat zar zari zar baksh khuldabad video ko end tak dekhiye is video me hazrat zar zari zar baksh ke aastaane mubarak aur aap k karamaat aur aap ke saath me jo 1400 paalki aaye the un ke baare me bataya gaya hai aap chistiya gharane se taaluk rakhte hai aap ne hazrat khwaj nizamuddin auliya ke paas taalim hasil ki aur aap ke kehne pe aap deccan tashrif laaye aap ka urs urus 4 rabbi ul awwal se shuru hota hai 8 rabbi ul awwal tak us ke baad 11 rabbi ul awwal ko hazrat 22 khwaja ke darbaar pe jo kairb me hi hai waha huzoor s.a.w ke jhubba mubarak ki ziarat karwayi jaati hai aur hamare channel me aurangabad khuldabad ki dargah ahmednagar ki dargah aur awati sharif dargah aur mumbai dargah aur bhi bohat saari dargah sharif ke videos hai baraye meherbani wo videos bhi dekhiye ga jazakallah

Recommended