Bahut kuch jaan ke jana hai tumko By Shakeel Azmi urdu shayari shayry shayri Shayari360

  • 4 years ago
Bahut kuch jaan ke jana hai tumko
badi mushkil se pehchana hai tumko
mujhe jo tum samajhte ho galat hai
kisi din ye bhi samjhana hai tumko
mai apne khauf ki had pe khada hun
ab iske baad ghabrana hai tumko
zara se dekhna hai aaine me fir uske baad sharmana hai tumko
By Shakeel Azmi urdu shayari shayry shayri Shayari360

Recommended