hello friend es video me UAN NO ko activate karana sikhenge. UAN NO ko activate karane ke liye epfo ke member portal pe visit karna hota hai phir wahi activate uan ka option mil jata hai. uan activation ke baad hi ham apne pf ka balance check kar pate hai. agar aapko job karte hua 3 se 4 mahina ho gaya hai to aapko ek uan no mila hoga. to aapka pf kaun sa mahine me kitna kata hai wo check karne ke liye sabse pahle aapko apana uan activate karna hota hai. uan activation ke bad hi aap apna pf balance check kar pate hai. ya phir uan activate karke hi aage chlke aap apana pf ka paisa bhi nikal payenge. uan activation ka kam bahut hi aasan hota hai aap apane mobile phone se do minat me uan activate kar sakte hai. #sushiltechvision #uan_activation