Motapa Kam Karne Ka Tarika | 8 Din Mein Motapa Kam Karen | How to Lose Weight in Just 8 Days

  • 6 years ago
Motapa Kam Karne Ka Tarika | 8 Din Mein Motapa Kam Karen | How to Lose Weight in Just 8 Days
Motapa go ke bemari nahin magar bohat se bemariyon ki wajah banta hai, so iss kam karna aur iss se nijat haasil karna zaroori hai. Motapa na sirf insaan ki sehat ka dushman hota hai balkey us ki khobsurti ko bhi gehna deta hai. Motapa km krne aur iss se nijat k liye loag bohat se tariqey ya totkay istimal krtey hein. Bohat se dwaen bhi mojood hein market mein motapa kam karne k liye. Lekin aisi aksar dawaon k manfi asraat bhi bohat zyada hotey hein. Agar ap ka wazan zyada hai or ap wazan kam krne ki khwahish rkhtey hein to us k liye bohat se desi totkey bhi hein. Motapa kam krne k desi totkay ya nuskhe na sirf wazan kam krne mein ap ki madad kren gai balkey inn ka koi side effect bhi nahin hoga
Doar e jadeed mein barha hua pait (tummy) aik esa almiya hy jis ny hr ik ko preshan kia hua hy. Kia larka kia larki hr ik niklay huay pait ka rona rotay nazr ata hy aur issy chota karna chahta hai. Bhook kaat kaat ky baki jism to patla ho jata hy mgr pait yani tummy phir bhi nikla hua aur ghatne ka naam hi nahin leta. Kabhi slim tea pi jati hy to kbhi mehngi doctori adviat lakin pait kam ho na ho hazma zaroor khrab ho jata hy. Barhy huay pait ya tummy ko ghatane ky lyey chand desi gharelu totkay
Disclaimer
The information on this channel is designed for educational purpose only … for more information and treatments please contact your do

Recommended