Jaane De | Qarib Qarib Singlle | Irrfan I Parvathy | Vishal Mishra feat. Atif Aslam

  • 7 years ago
To Stream & Download Full Song -
iTunes - http://apple.co/2iAGSvE
Gaana - http://bit.ly/2xnRwZ9
JioMusic - http://bit.ly/2zGRqwl
Wynk - http://bit.ly/2gFSjhp

The most awaited song from Qarib Qarib Singlle is finally here! Atif Aslam joins Jaya and Yogi on their journey through this beautiful composition by Vishal Mishra.

Credits :
Music Composer : Vishal Mishra
Lyrics : Raj Shekhar
Singer : Atif Aslam
Music Produced by : Gaurav Vaswani, Abhijit Nalani
Mix and Master by Shadaab Rayeen @New Edge
Guitars by : Sanjoy Das and Vaibhav Pani
Clarinet and flute : I D Rao
Live Percussions : Raju
Backing Vocals : Vishal Mishra
Recorded @ : Audio Garage by Amey Londhe and Vincent Jospeh
Wow and Flutter by Tanay Gajjar
VM Studios by Shubhansh Tiwari
Play Back Lounge(Dubai) by Atif Ali
Voice Design by Aman Aggarwal, Amey Londhe and Vincent Jospeh
Shoot Mix by Vincent Jospeh
Music Assistants : Shubhansh Tiwari , Nikita Ahuja
Managed by Aman Mahajan and Riddhi Chawda
Legal By Abhijeet Shukla @Aks Juris
Video Coordinated by Aman Mahajan....
_________
Jaane De Song Lyrics:-
Woh jo tha khwab saa
Kya kahe jaane de
Yeh jo hai kam se kam
Yeh rahe ke jaane de (x2)
Kyun na rok kar khudko
Ek mashwara kar le
Magar jaane de
Aadatan toh sochenge
Hota yun toh kya hota
Magar jaane de
Woh jo tha khwaab saa
Kya kahe jaane de
Yeh jo hai kam se kam
Yeh rahe ke jaane de
Beeta jo beete na haye kyun!
Aaye yoon ankhon mein
Humne toh be-mann bhi socha na
Kyun aaye tum baaton mein
Poochhte jo humse tum
Jaane kya kya hum kehte
Magar jaane de
Aadatan toh sochenge
Hota yun toh kya hota
Magar jaane de
Woh jo tha khwaab saa
Kya kahe jaane de
Yeh jo hai kam se kam
Yeh rahe ke jaane de
Aasaan nahi hai magar
Jaana nahi ab udhar (x2)
Maloom hai jahan dard hai
Wahi phir bhi kyun jaaye
Wahi kashmakash wahi uljaane
Wahi tees kyun laaye
Behtar toh yeh hota
Hum mile hi na hota
Magar jaane de
Aadatan toh sochenge
Hota yun toh kya hota
Magar jaane de
Woh jo tha khwaab saa
Kya kahe jaane de
Yeh jo hai kam se kam
Yeh rahein ke jaane de..........

Recommended