Qabar ka azab__Namaz__ Hissab-kitab__Aur insaan__-_full video-must watch.

  • 7 years ago
Qabar ka azab__Namaz__ Hissab-kitab__Aur insaan.....
Aye musalm mano apne iman ki hifazat karo aur apni nigaho ko niche rakhkho kisi bhi gair aurat par apni nazar mat dalo,,kyon ki ye ek bahut bada gunah hai,,aur qayamat wale din tum is kaam se bahut pachtaoge aur,,fir sochne se kuch na hoga ...hoga to shirf tumharre sath azab..

mere islamic bhaio aur baheno,,is duniya mai itne bhi masruf na ho jao ki tum bhul jao ki tum momin ho ,,,allah ka sukar karo hi allah ne hame islam mazhab mai payeda farmaya,,,aur hame momin bana kar is ,,,ummat-e-mohommadiya mai payeda faramya...

Aaj ka musalman ji kadar dunya mai kho sa gaya hai ki wo bhul gaya hai ki usse wapas bhi jana hai waha jaha se wo aya hai,,mere bhaio qabar ke azab bahut hi sakht hoga aur wo hamse bardasht nahi hota.

to namaz padho aur islamic kaam karo..jab ham kisi gayer awrat ho dekhte hai...to bahut hi pura kaam karte hai,,,yahi tumare liye azab ban jayega,,

jayesa ki ye vodeo mai hai tum iss gaor se dekho ,,inshallah tumhare dil mai khaof-e-ilahi payeda hoga.

aur ho shakta hai ki tum ye sab kaamo se tawba karlo aur islamic jindagi guzarne lago

Main ye nahi kaheta ki tum maulana hi banjao par main ye bhi kaheta ho ki tum,,,islamic tarah se raho,,

achchhe kapde paheno achchha khao piwo,,aur achchchey se laho,,kyon agar tumhe bora kaheta hai to wo uski galti hai,,,na ki tumhari,,

Allah se daro qabar ke azab se daro aaj ham aag se chal jate hai to kitna dard hota hai jab jannamat mi aag ham par dali jayegi to socho kitna dard hoga,,

kyonki jahannm ki aag duniya ki aag se 70 guna tez hogi,,aur waha ka ek din 50hazar dino ke baramar hoga..

so plz plz plz...ayese kamo se tawba karo jo hamri akhirat tabaha karde..baki allah ne tumhe bhi dumak diya hai aur tumbhi soch shakte ho...

alla se dua karo ki ham sab ...ko wo hidayat de aur gunaho se bachaye