Sugar Ka Asan Gharelu Ilaaj In Urdu

  • 7 years ago
Sugar Ka Asan Gharelu Ilaaj In Urdu
Viewers aaj hum aap ko sugar ka asan gharelu ilaj batayengay jo ke bohat se logon ka aazmooda hai. 2 cup pani lein is mein 1 khane ka spoon khushk sabut dhanya daal kar khoob ubalein or tab tak boil karein jab tak 1 cup na reh jaye, jub 1 cup reh jaye to ise chhaan kar neem garam pee lein. Ye qehwa rozana sham mein piyen is se aap ka sugar level control mein rahe ga.

Recommended