What is the jali Peer doing with innocent Girl-Must Watch

  • 8 years ago
ka matlab aisaa hi hai jaisay "naa.jaiz tajaaw.zaat" ki istelaah use ki jaati hai lol goya koi "tajaaw.zaat" jaaiz bhi hoti hai :)

hosakta hai k pakistan maiN koi "sacha aamil" nah ho...magar yeh kahna k poori dunyaa maiN koi nahi, zara mobaalghah aaraayee hai... dunyaa k bahoot say areas main real jaa.doo.ger aur asli aamil bhi paye jatay hain go k onka tanaasub jaali-aamil k moqaablay maiN aatay maiN namak k baraabar hi hai.

Recommended