Arati Saibaba Sukhkarak Tu Hai Deva - Sai Baba Aarti
  • 8 years ago
Watch Full Sai Baba Aarti,

Arati Saibaba,
Sukhkarak tu hai deva -2
charno ki duhli mein bhakto ko sahara,das ko sahara
aarti saibaba

Jai jai aannad, swarupo mein ho magna
mumuksho ko dedo darshan hey sriranga, deva sri ranga
aarti saibaba

man ko jaise bhave vaisa anubhav pave
kar gaya das par, daya khob dekhave-2
aart saibaba

namaj ko nas tere, mita jata hai taap
aapr teri karani, raah dikata hai naath-2
aarti saibab

kalyug mein aavtar, sagun brahm sakar
aav kirtan hove hai, swami datta digambar-2
aarti saibaba

har din, har gurvar, bhakt aate tere dwar,
prabhu pad ko nihar, bhakta hote bhavta-2
aarti saibaba

tere charnoo ki seva, yehi mera hai meva
yahi chahoon mein deva, tum ho devon ke deva-2
aarti saibab

mein to din chaat kar, chahon charan angoor
yahi khila dena, apna vachan nibhano -2
aarti saibaba

Sukhkarak tu hai deva, charno ki duhli mein dedo bhakto ko sahara, das ko sahara
aarti saibaba

SUBSCRIBE our Channel to Watch More Sai Baba Bhajan
https://www.youtube.com/user/BhaktiSarita
Recommended