GAZAB KA HAIN YEH DIN Full Song AUDIO SANAM RE Pulkit Samrat Yami Gautam Divya khosla Kumar

  • 8 years ago
Gazab Ka Hai Ye Din Lyrics from Sanam Re is a beautiful song sung by Arijit Singh and Amaal Mallik. Its lyrics are written by Manoj Muntashir and music is composed by Amaal Mallik.

Song Detail
Song: Gazab Ka Hai Ye Din
Movie / Album: Sanam Re
Star Cast: Pulkit Samrat, Yami Gautam
Singers: Arijit Singh, Amaal Mallik
Musicians: Amaal Mallik
Lyricists: Manoj Muntashir
Music On: T-Series

Gazab Ka Hai Ye Din Song Lyrics
Chal pade hain hum aisi raah pe
Befiqar huye ke ab jana kahaan
Lapata huye sare raste
Dhoondhega humein yeh zamana kahan

Yeh sama hai kaisa, muskurane jaisa
Dhimi barishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa, doob jane jaisa
Jaagi khaahishein hain har jagah

Gazab ka hai ye din
Gazab ka hai ye din
Gazab ka hai ye din dekho zara x (2)

Pani hu pani main, aa behne do mujhe
Jaisa hu aisa hi rehne do mujhe
Duniya ki bandisho se
Mera nata hai kahaan
Rukna thehrna mujhko aata hai kahaan

Yeh sama hai kaisa, muskurane jaisa
Dhimi barishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa, doob jane jaisa
Jaagi khaahishein hain har jagah

Gazab ka hai ye din
Gazab ka hai ye din
Gazab ka hai ye din dekho zara x (2)

Recommended