Beautiful Naat Shareef Ya Mustafa Ata Ho Phir Izan Hazri Ka By Awais Raza Qadri

  • 8 years ago
یا مصطفےعطا ہو
Ya Mustafa ata ho phir izan hazri ka
ker lun nazara ja kr phir apki gali ka

ik baar phir dikha do ramzan ma madina
Bashak bana lo Aaqa Mehman do Ghari ka

Rota hua phir aaun daag e jiger dikhaun
Afsana phir sunaon ma apni babasi ka

Phir sabaz sabaz gumbad ke daikh lun baharain
Ab ian de do aaqa phir mujah ko hazri ka

Duniya ke tajdaro tum se mujha garaz kya
Mangta hun ma to mangta sarkar ke gali ka

Mezan ma sub khara han Aamal tul rha hain
Rukh lo Bharam khudara Attar Qadri ka

Recommended