Ab Meri Nigahon Mein Jachta Nahi Koi اب میری نگاہوں میں جچھتا نہیں کویء Naat Lyric| Beautiful Naat By Awais Raza Qadri and Hafiz Muhammad Tahir

  • 8 years ago
Beautiful naat by Awais Raza Qadri and Hfiz Muhammad Tahir

اب میری نگاہوں میں جچھتا نہیں کویء

Ab Meri Nigahon Mein Jachta Nahi Koi
Jaisay Meray Sarkaar Hain Waisa Nahi Koi

Tumsa Tou Haseen Aankh Ne Dekha Nahi Koi
Ye Shaan-e-Latafat Hai Ke Saaya Nahi Koi

Ye Toor Say Kehti Hai Abhi Tak Shab-e-Mairaj
Sarkaar Ka Jalwa Hai Tamaasha Nahi Koi

Hota Hai Jaha Zikr Muhammad(SalAllaho Alaih-e-Wa Sallam) Kay Karam Ka
Uss Bazm Mein Mehroom Tamanna Nahi Koi

Aizaaz Ye Haasil Hai Tou Haasil Hai Zamee Ko
Aflaak Pe Tou Gumbad-e-Khizra Nahi Koi

Sarkar Ki Rehmat Ne Magar Khoob Nawaza
Ye Sach Hai Ke Khalid Sa Nikamma Nahi Koi

Recommended