Lab Par Naat-e-Pak Ka Naghma Kal B Tha Aur Aaj B Hai - Best Naat By Awais Raza Qadri

  • 8 years ago
Beautiful naat sharif "Lab Pe Naat e Pak ka Nagma" lyric. Recited by Awais Raza Qadri Sahib.

Lab Pe Naat Pak Ka Nagma Kal Bhi Tha Aur Aaj Bhi Hai
Lab Par Naat e Nabi (PBUH) Ka Naghma Kal Bhi Tah Aur Aaj Bhi Hai
Meray Nabi (PBUH) Se Mera Rishta Kal Bhi Tha Aur Aaj Bhi Hai
Meray Nabi (PBUH) Sai Mera Rishta Kal Bhi Tah Aur Aaj Bhi Hai

Aur Kisi Janib Kyun jayein, Aur Kisi Ko Kyun Dekhain
Aur Kisi Janib Kyu Jaa Ain Aur Kisi Ko Kyun Dekhain
Apna Sub Kuch Ghumbad E Khizra, Kal Bhi Tah Aur Aaj Bhi Hai
Apna Sub Kuch Ghumbad E Khizra Kal Bhi Tah Aur Aaj Bhi Hai
Meray Nabi (PBUH) Se Mera Rishta Kal Bhi Tha Aur Aaj Bhi Hai.
Pasth Woh Kaisay Ho Sakta Hai, Jis Ko Haq Nai Buland Kia,
Pasth Wo Kaisai Ho Sakta Hai, Jiss Ko Haq Nay Buland Kia
Dono Jahaan Main Unka Charcha, Kal Bhi Tah Aur Aaj Bhi Hai
Dono Jahan Mai Unka Charcha Kal Bhi Tah Aur Aaj Bhi Hai.
Fikr Nahin Hai Hum Ko Kuch Bhi Dukh Ki Dhup Kari To Kya
Fikr Nahi Hai Hum Ko Kuch Bhi Dukh Ki Dhup Kari To Kya
Hum Per Unkay Fazal Ka Saya, Kal Bhi Tah Aur Aaj Bhi Hai
Hum Per Un-kay Fazal Ka Sayaa Kal Bhi Tah Aur Aaj Bhi Hai
Batlado Guhstakha e Nabi (Sal Allaho Alehi Wasallam) Ko Ghairat Muslim Zinda Hai
Batlado Guhsta Khai Nabi (Sal Allaho Alehi Wasallam) Ko Ghairat E Muslim Zinda Hai
Un Per Mar Mit Nay Ka Jazba Kal Bhi Tah Aur Aaj Bhi Hai
Deen Per Mar Mit Nay Ka Jazba Kal Bhi Tah Aur Aaj Bhi Hai
Sab Ho Aaye unkay dar say, Ja Na Saka To Eik Sabhi
Sab Ho Aaye unkay dar say, Ja Na Saka To Eik Sabhi
Yeh Ke Eik Tasweer E Tamana, Kal Bhi Tah Aur Aaj Bhi Hai
Yeh Ke Eik Tasweer E Tamana, Kal Bhi Tah Aur Aaj Bhi Hai
Meray Nabi (Sal Allaho Alehi Wasallam) Sai Mera Rishta Kal Bhi Tha Aur Aaj Bhi Hai
Lab Par Naat e Pak Ka Nagma, Kal Bhi Tah Aur Aaj Bhi Hai
Meray Nabi (Sal Allaho Alehi Wasallam) Sai Mera Rishta, Kal Bhi Tah Aur Aaj Bhi Hai

Recommended