Tere Naina Mere Naino Ki Kyu Bhasha Bole - [Hon3y & Filereal] - Bandhan {1998} - [Fresh Songs HD]

  • 9 years ago
Subscribe: www.dailymotion.com/freshsongshd
Thanks: Hon3y & Filereal
www.hon3yhd.com
www.filereal.com

Tere Naina Mere Naino Ki Kyu Bhasha Bole Bole Lyrics from Bandhan - 1998


Tere naina mere naino ki kyu bhasha bole bole - (2)
Mujhe pyar huwa piya haule haule haule - (2)
Tera jhume kyu badan mann dole dole dole - (2)
Mujhe pyar huwa piya haule haule haule - (2)
Tere naina mere naino ki kyu bhasha bole bole
Mujhe pyar huwa piya haule haule haule

Aankho se nind gayi, dil se chain gaya yeh kaise ho gaya
Aashiki ho gayi bebasi kho gayi ikrar ho gaya
Jane kya raj hai, jane kya bat hai, kuchh dil hai keh raha
Mai sunu toh jara janeja woh bata tera dil jo keh raha
Sajan ki banke sajani mitalu mai dil ki har agan
Divana karde diwani ho ja yu pyar me magan
Mann panchhi ke jaise par khole haule haule - (2)
Tujhe pyar huwa tuhi bole bole bole - (2)
Mere naina tere naino ki kyu bhasha bole bole
Tujhe pyar huwa tuhi bole bole bole - (2)

Rato me akele me, yado ke mele me aate hain tere khwab
Khwabo hi khwabo me, yado hi yado me kaise banegi bat
Kahe dil jake mil piya sang, aise khil phulo ki jaise dal
Kanto pe pao ho, dhup ho, chanv ho, dunga mai tera sath
Sau bato me yeh ek bat hai, yeh saugat pyar ki
Biten naa mujhse abb toh ghadi koyi intzar ki
Mann jage mera nain kahi so le so le so le - (2)
Tujhe pyar huwa tuhi bole bole bole - (2)
Tere naina mere naino ki kyu bhasha bole bole - (2)
(Mujhe pyar huwa piya haule haule haule
Tujhe pyar huwa tuhi bole bole bole) - (2)

http://www.hindilyrics.net/lyrics/of-Tere%20Naina%20Mere%20Naino%20Ki%20Kyu%20Bhasha%20Bole%20Bole.html

Recommended