Mera Pegham Pakistan – Nusrat Fateh Ali Khan

  • 9 years ago
Jab Hum Ne Khuda Ka Naam Lya
Uss Ne Humain Inam Dya

Maira Iman Pakistan
Maira Paigham Pakistan

Muhabat Amn Hai Aur
Iss Ka Hai Paigham Pakistan
Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan
Maira Paigham Pakistan

Khuda Ki Khas Rehmat Hai
Buzurgun Ki Basharat Hai
Kaye Naslon Kee Qurbani
Kaye Naslon Kee Mehnat Hai

Asasa Hai Jyalon Ka
Shaheedoun Kee Amanat Hai
Ta\'wun Hee Ta\'wun Hai
Muhabat Hee Muhabat Hai
Jabhee Tareekh Nai Rakha Hai
Iss Ka Naam Pakistan

Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan
Maira Iman Pakistan
Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan
Maira Paigham Pakistan
Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan

Muhabat Amn Hai Aur
Iss Ka Hai Paigham Pakistan
Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan

Maira Iman Pakistan
Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan
Maira Paigham Pakistan

Andhairoun Ko Mitay Ga
Ujala Ban Kai Chay Ga
Nayee Dunya Banai Ga
??????????
Agar Allah Nai Chaha
Zamana Wou Bhee Aye Ga
Jahan Tak Waqt Jay Ga
Humain Agai Hee Paye Ga
Nida Qaid Ki Hai
Iqbal Ka Ilham Pakistan


Pakistan Pakistan

Recommended